|
raaz na ayegi duniya hame, manzil ka na hai koi theekana... phir kyu chale hai bebas hoke, age pata nahi kya ho phasana.... Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai, Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai ! Hawain tez thi, baarish bhi thi, toofan bhi tha, lekin, Tera aisay mein bhi vaada nibhana yaad aata hai ! Guzar chuki thi bahut raat baton baton mein, Phir uth kay woh tera shama bhujana yaad aata hai ! Ghatain kitni dekhi hain par mujhay `Israr', Kisi ka rukh par woh zulfain giraana yaad aata hai Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai, Tumhay bhi kya kabhi koi deewana yaad aata hai raaz na ayegi duniya hame, manzil ka na hai koi theekana...phir kyu chale hai bebas hoke, age pata nahi kya ho phasana... kya kahe aapko hum? khud nahi samaj pa rahe, kaise bitaye har pal, dar hai kahi hum bichad na jaye, mulakat ka vada manzoor hai hame, doa boond ansuome, khushi bhi aap laye, binti karte hai aapse, kabhi na kho jana sanam, saath chalenge yehan, hamari hai kasam yeh pyar hai samaj na lena sanam..
Approximate Word count = 589 Approximate Pages = 2.4 (250 words per page double spaced)
|
|